Showing posts with label Paanch Ghantey Mein paanch Crore. Show all posts
Showing posts with label Paanch Ghantey Mein paanch Crore. Show all posts

Masha Allah Lyrics-5 Ghantey Mein 5 Crore

 5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here). This is one of the weakest song in this album.
Movie: 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Sourish

Masha allah kYa kehna hasin naazon nakharon ki  (Repeat Once)
Tu gul izhaar tu jashne bahar
AYe mahajabeen tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend se dil mera Yeh dhadke
Masha allah kYa kehna hasin naazon nakharon ki (RO)


Dekh ke teri adaaYein titalYian bhi sharmaYein
Range tera hai sabse juda
Jis din se dekha tainu neend nahi aandi hai mainu
Iss baat da gavah hai khuda
Masha allah kYa kehna hasin naazon nakharon ki  (RO)

Tujhko palkon pe rakhke karun main jaana tere sajde
Kahan tu chali hi ada sajke
Gal sun tu meri jaana
Ab chad de tu itarana
Imtihan na le deewano ke
Masha allah kYa kehna hasin naazon nakharon ki (RO)
Tu gul izhaar tu jashne bahar
AYe mahajabeen tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend se dil mera Yeh dhadke
Masha allah kYa kehna hasin naazon nakharon ki (RO)

Kamsin Lyrics-5 Ghantey Mein 5 Crore

5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)

Movie: 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Majira




I'm Your enemY.....but You just can't fight..
I'll make You scream out loud from daY to night..
Just one kiss.. and You are so gonna die..
And the power of love

Kamsin shokhio ki aahat hu main Yo Yo...
Behke behki si nazakat hu main Yo Yo...
Mujhe faqr hai mujhse hai jahan husna har dil me Yahan
Hai mujhse har raasta shuru khatam shuru khatammm....
Kamsin shokhio ki aahat hu main Yo Yo...
Behke behki si nazakat hu main Yo Yo...
Mujhe faqr hai mujhse hai jahan husna har dil me Yahan
Hai mujhse har raasta shuru khatam shuru khatammm....

Kuch aisa jaadu bikhrega mere armaano ki saazish me
Ki maut ki chahat bhi hogi tujhko jeene ki khwaish me
Mujhe dekh ke suraj jalta hai aaha aaha....
Mujhe dekh ke chaand chamakta hai aaha aaha...

Look into mY eYes I am gonna make You flY
Can You get me from mY love mine..oo....

Mujhe dekh ke suraj jalta hai...jalta hai....jalta hai...
Mujhe dekh ke chaand chamakta hai...chamakta hai...chamakta hai

Dekhe jo bhi mujhko wo madhoshi me jhume...
Jeetaga wo hi jo mere kadmo ko chume...
Kamsin shokhio ki aahat hu main...
Behke behki si nazakat hu main...
Mujhe faqr hai mujhse hai jahan husna har dil me Yahan
Hai mujhse har raasta shuru khatam shuru khatammm....hooo

Aaye Nahi Chain kate naahin Lyrics-5 Ghantey mein 5 Crore

5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)
Movie: 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Rustam Fateh Ali Khan

AaYe nahi chain kate naahin rain
Jab se piYa sang more lade hain jo nain
AaYe naahi chain kate naahin rain
Jab se piYa sang more lade hain jo nain
AaYe nahi chain

Jis tan laage woh tan jaane
Jis tan laage woh tan jaane
PiYa bin mora Yeh mann nahi maane
Jinda bina kYa laage hain rain
Jab se piYa sang more lade hai jo nain
AaYe na chain

Barse jo badal barse hain ankhiYan
Barse jo badal barse hain ankhiYan
Bheegi hain palkein kYun pooche jo sankhiYan
Kaise kahoon main jeeYa mein chaina
Jab se piYa sang more lade hain jo nain
AaYe nahin chain kate nahin rain
Jab se piYa sang more lade hai jo nain
Aa aa....

Kya Wajah Thi Lyrics-5 Ghantey Mein 5 Crore

5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)

Movie: 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Javed Ali, Bandana Sharma



(Male)
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
AaYee hai hawaYein tujhe hai bulaYein
Yaad bulaYein
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
(Female)
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
(Male)
Yaad jo aaYe tujhe hai bulaYein
Kuch na khabar hai tere aane ki
Phir laut ke na aane ki
(Female)
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
(Male)
SaiYYaaannn, Aie SaiYaaaaaan, SaiYYaaannn


Kitne mausam gujre hai
Hum Yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
(Female)
Kitne mausam gujre hai
Hum Yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
(Male)
Haaaan de de sahara
Bas ek nazara
Kab tak Yun tadpaYega....
KYa wajah thi pYaar jatane ki
Phir laut ke na... aane ki


Hmmm itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeYenge
Jaane jaan, nahi jeena mar jaYenge
(Female)
Itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeYenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jaYenge
(Male)
Socho kYa hoga hamara
Dil ne hai pukara
Bin tere nahin jee paYenge
(Female)
KYa wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
(Male)
KYa wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
KYa wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki

Yadein Kyun Lyrics-5 Ghantey Mein 5 Crore

5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)

Movie: 5 Ghantey Mein 5 Crore.
Singer: Rustam Fateh Ali Khan



Yadein Yadein kYun, Hamein tadpane chali
Yadein Yadein kYun, Hamein tadpane chali
Maine unhein roka tha, Maine unhein roka tha
Yadein meri Yadein meri, Yadein meri Yadein meri
Yadein Yadein kYun hamein tadpane chali


Paton pe chalna aanchal ka girna
Yaadon ke sang Yun girna sambhalna
Paton pe chalna aanchal ka girna
Yaadon ke sang Yun girna sambhalna
Aankhon mein shabnam shabnam pe katre
Aansoon banege moti lagenge
Yadein Yadein kYun hamein tadpane chali


Chhota sa gaon pedon ki chaaon
BehteY woh jharneY woh bheege paon
Chhota sa gaon pedon ki chaaon
BehteY woh jharneY woh bheege paon
Haahton mein saare chamke sitare
Gujre the din jo mere tumhare
Yadein Yadein kYun hamein tadpane chali


Maine unhein roka tha, Maine unhein roka tha
Yadein meri, Yadein meri Yadein meri, Yadein meri
Yadein Yadein kYun, Hamein tadpane chali

Zindagi Kahun Lyrics-5 Ghantey Mein 5 Crore

5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)

Movie : 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Hasan Amin


Saaya tera jo mujhko ab yun nazar aaye                                
Beete palon ki yaadein mujhe yun tadpayein                          
Aankhon ke ashkon mein dil                                                  
Doob mera jaaye mehrumiyon ke aalam mein                        
Mil le mujhe tu dua yeh karoon
Meri dhadkano ko zinda mein karun
Zindagi ko zindagi kahun, Zindagi ko zindagi kahun


Chaaha tumhein tha itna tumne na jaana kitna
Deewangi ki hadh tak maine kiya tha utna
Yaadon mein teri ab tak jalta raha hoon mein ab
Dard bhari yeh zindagi meri hasratein bhi tujh mein hai
Meri aashiqui bhi tujh mein hai
Meri zindagi bhi tujh mein hai
Meri jaan.... mil le mujhe tu dua yeh karoon
Meri dhadkano ko zinda mein karun
Zindagi ko zindagi kahun, Zindagi ko zindagi kahun


Bhujte diye saanson ke tere sarhane mein yun
Tujhko bulaye raat din chand palon mein yeh ab
Sansein rukengi shayad ab bhi tu mudh ke dekh le toh
Mein maut ko bhi rokh doon mein saans ko bhi cheen loon
Mein phir se teri yaadon mein jeeyun
Mil le mujhe tu dua yeh karoon
Meri dhadkano ko zinda mein karun
Zindagi ko zindagi kahun, Zindagi ko zindagi kahun
+