5 Ghantey mein 5 Crore, is a thriller, most of the actors in the movie are newbies or lesser known stars. Music of this movie was launched on 12 or 13th Dec 2011. Heard song "Kya Wajah Thi" at a music shop in my neighbourhood, song was good, and others are also pretty nice. This movie has multiple music composer and lyricist, I am listing all of them at one place, Tony Kakkar, Rustam Fateh Ali Khan, Leonard Victor, Sourish, Ali Mustafa, Hasan Amin & Failsal Saif. (I hope, mentioned everyone here)
Movie : 5 Ghantey Mein 5 Crore
Singer: Hasan Amin
Saaya tera jo mujhko ab yun nazar aaye
Beete palon ki yaadein mujhe yun tadpayein
Aankhon ke ashkon mein dil
Doob mera jaaye mehrumiyon ke aalam mein
Mil le mujhe tu dua yeh karoon
Meri dhadkano ko zinda mein karun
Zindagi ko zindagi kahun, Zindagi ko zindagi kahun
Chaaha tumhein tha itna tumne na jaana kitna
Deewangi ki hadh tak maine kiya tha utna
Yaadon mein teri ab tak jalta raha hoon mein ab
Dard bhari yeh zindagi meri hasratein bhi tujh mein hai
Meri aashiqui bhi tujh mein hai
Meri zindagi bhi tujh mein hai
Meri jaan.... mil le mujhe tu dua yeh karoon
Meri dhadkano ko zinda mein karun
Zindagi ko zindagi kahun, Zindagi ko zindagi kahun
Bhujte diye saanson ke tere sarhane mein yun
Tujhko bulaye raat din chand palon mein yeh ab
Sansein rukengi shayad ab bhi tu mudh ke dekh le toh
Mein maut ko bhi rokh doon mein saans ko bhi cheen loon
Mein phir se teri yaadon mein jeeyun

0 comments:
Post a Comment