Most romantic song - Zara Zara - RHTDM
If we take a count down for the most romantic songs in a hindi movie than this song would definitely be on the top 10. Its slow but seductive song and picutrisation is very brilliant. RHTDM (Rehna hai Tere Dil Mein) was a flop, but this song got a place at the top of the table. Although this song was based on a Tamil song, but it kept its magic in Bollywood as well. Bombay Jayashree, has lent voice to this song and her musky but sexy voice mesmerized both young and old.
Zara zara bahekta hai, mahekta hai Aaj to mera tan badan,
main pyaasi hoon Mujhe bhar le apni baahon mein

Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re || 1 ||
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein

main pyaasi hoon Mujhe bhar le apni baahon mein || 2 ||
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein

Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re....., aaja re, aaja re......
Guys if you want lyrics and whammy insights of a song please comment, will definitely upload in the next installment. Do come back!!